carbonated drinks pe gst hai 40% 28% gst and 12% cess and isme 28% ko 35% karne ka soch rhi hai government mai ek startup start karne ka soch raha tha drinks me jo ye tha ki mai mocktail ki 20 rs ki bottle per consumers ko dena ka soch raha tha lekin
See More
5 replies3 likes
Bittu Ravi
Hey I am on Medial • 1m
hello
main jharkhand , ranchi se hun or maine bhut sari job ki lekin mujhe kisi pe mann dil lga nhi qki main business krna cahta hu suru se to mujhe smjh nhi aa rha ki kon sa business kru ap sbhon k pass koi accha se accha idea h to plzz help kro
3 replies1 like
sandip
Hey I am on Medial • 3m
Mujhe ₹100000 chahie business karne ke liye please help me
3 replies
Rakesh Sharma
Hey I am on Medial • 3m
Mera mera ek hardware shop hai usko main finance start karne ke liye thoda funding chahie mujhe real establish karna hai mujhe
2 replies2 likes
Dhanraj Shinde
Hey I am on Medial • 4m
mere pass ek successful business idea hai use per kam karne ke liye mujhe ek image ki jarurat hai please I request you jo invest kar sakta hai vahi message Karen
4 replies3 likes
Rohan Saha
•
YouTube • 11m
Ye kon logg ge jo T-BILLS ko ₹100 ke face value pe kharidte he 🙃🙃🙃...
2 replies5 likes
abdul muzammil
I'm ceo and co Fonde... • 7m
Mai ek startup karna charaha hu construction material ka aap ghar se har chiz apni pasand ki dukan se order karsakte ho
Mujhe review chahiye ke ye chalegha ya nahi
Hello friends
Mai aak collage student hu aur har collage student ki tarah mujhe bhi thode paise save karne hai aapne collage ki vacation me ghumne ke liye aur aapna aak chota sa starup ke liye but mere sath problem ye hai ki mai ise agr aapne accoun
See More
3 replies2 likes
Rohan Saha
complicated Investor • 9m
Ye to hona hi tha.. Enlogo ne kuch alag karne ki kosis hi nahi kari or na hi profitable hone ki.. Time rahete sudhar jate to ye na hota...
Bhai vote nahi Krna hai to mat kiya karo... Lekin vote karne ke baad fir se unvote mat kiya karo... Dil se bura lagta hai. Ek to vaise bhi itni bhid hai ki attention hi nahi mil rha.