Sab log bol rahe ki AI agents banao paise kamao. Lekin yeh sala api keys ke usage ke price Dekar hi faat jata hai.
2 replies3 likes
Rehmat Ali
Founder of toolverse... • 20d
eSports Sector Abhi bhi India Me itna Grow nahi hua hai balki baki countries me ise bhi ek skill or future ke roop me dikha jata hai
but India Me aisa Kyo Nahi hai Balki India me hi Sabse Jyada Gamers Hai ?
1 replies3 likes
Vansh
Money Gives Power • 2m
Ek bnda joo pados ka bcha hua khana khakr bda hua
Train me fruits beche and or pta nhi kya kya jhela
Ek din wo shr kaam krne chla jata h
System me loop hole dhunta hai or uska faida uthata hai
Stamp paper ki govt factory se strach machine khridta
See More
1 replies3 likes
Dr Saurav singh
Doctor by profession... • 1m
1kg paneer laya 480Rs ka
Dost gaali de rahe hai utne me to 2.5kg chicken 🍗 aa jata
2-3 din tak aaram se bana ke khate maja bhi aata
Aur sach me chicken itna sasta ho gaya hai kya yrr
Veg se achha to chicken hi khaye fir protein hi protein
To fu
See More
2 replies3 likes
Virendra nath Yogi
Hey I am on Medial • 3m
9109321629 to vah sirf Main Hun Main jiske pass ek aisa system hai jo stock market mein kabhi loss hi nahin hone deta
agar app road pe dekho tu ek baat bahut common dikhti hai ki saam me most of the cars me sirf 1 hi person hai hu sakta hai hu office se ghar lekin sochne wali baat ye hai ki traffic lag jata hai jab vo har ek person apni apni personal car leke nikalt
See More
5 replies5 likes
Harsh Gupta
Digital Marketer (Me... • 12m
Hi Medial family 👋
Kuch din se Medial par Ai...Ai...Ai...Ai and Ai , hi chaal raha hai , it's like
-->Aur Janab kya chal raha hai
--> Janab India mein tho Ai chal raha hai
😂😂
Everyone is saying : Ai will going to eat thier jobs 🤭
See More
18 replies12 likes
razz rajpurohit
Startup • 13d
1. Market Potential:
Creator economy aur ad sector dono hi booming industries hain.
Global advertising market $600 billion se zyada ka hai, aur creator economy $100 billion tak pahunchne wali hai.
2. Revenue Model:
Creators ko views aur performa
See More
0 replies5 likes
Product Singh
Let Me Explode • 1m
Product roadmap ek Indian startup ki shaadi ki list jaisa hota hai—sabko apni pasand ka item chahiye, budget tight hai, aur execution ka time kal ka hai!
Founder: “Bhai, ekdum game-changing hona chahiye, AI, blockchain, Web3 sab daal do!”
Investor:
Ek idea hai Jispe kaam hona chahiye . Mujhe pata nahi kaise hoga lekin hon chahiye .
Ek Biggest problem hai kahi ka banda kahi kaam kar raha hai . Ex. Designing ka banda sales and marketing me hai, Marketing ka banda account main . Aisa bahot kuchh