Medial per aajkal Mai itne stats dekh raha hoon, itne stats dekh raha hoon ke abb Mera plan hai ke stats ki ek ebook banakar bechi jaaye 🤣😃
.
What are your thoughts on this ...???
3 replies2 likes
Virendra nath Yogi
Stealth • 1m
9109321629 to vah sirf Main Hun Main jiske pass ek aisa system hai jo stock market mein kabhi loss hi nahin hone deta
Yaar, 12-14 saal ke bacche night out kar rahe hai,
aur main hoon ki ek chhoti si day out ki permission ke liye bhi struggle kar rahi hoon!
Sab apne plans bana rahe hai, maze kar rahe hai, aur main bas yahan intezaar kar rahi hoon.
Aisa lagta ha
See More
12 replies6 likes
behera anand
Stealth • 1m
ek bussinesman koi idea nehi soch ta he oo khud bussines create karta he ,, or ek real bussines man jisi bhi filde me jaya us filde me chahe jitni bade player ho na kyu oo uske sath competition deta he . ok mera idea he ek sweet brand har ek stret ka
So, scene yeh hai – main 17 ka hoon, college mein apni Xerox aur assignment-writing jugad chala raha hoon along with startup. Pehle toh sirf doston ki help ke liye shuru kiya tha, but ab soch raha hoon ki isko full-on business mein badla jaye. Kyun s
Invest kariye aur munafa kamaaiye
Mera naam Sukul Das Panika hai, aur main Sribhumi, Assam ka rehne wala hoon. Mera sapna hai ek refurbished mobile store shuru karna. Iske liye mujhe chhoti si investment ki zarurat hai. Main aapko attractive inter
Hii everyone
mai jewllery business kai liye aap sabhi kai sath start krna chahta hu please jo chahta hai ak naye tarike sai market mai jewllery business karna air ek naye mukam tak pahuchna sabhi
ek satha jewllery business kare partner shift mai
j
See More
4 replies1 like
Akash Jain
Stealth • 8d
I’ve moved 20 times, and har baar ek hi kahani repeat hoti thi—security deposit ka ek hissa bina wajah katega, brokerage ke naam pe ek mahine ka rent barbaad hoga, aur ghar waise milega jo photos ya promises se bilkul alag hoga. Na genuine reviews, n
Mera Naam Sukul Panika Hai, Aur Mujhe Aapki Madad Chahiye
Main Sukul Panika , Karimganj, Assam ka rehne wala hoon. Main ek second-hand mobile ki shop kholna chahta hoon jisse mujhe aur mere parivar ko rozgar mil sake.
Is chhoti si shuruaat ke li
Main jaanta hoon ki 2024 ek aasan saal nahi tha. Kabhi family problems ne pareshan kiya, toh kabhi financial struggles ne humein thoda rula diya. Shayad kuch sapne adhure rahe, kuch faisle galat ho gaye, aur kuch rishte sambhalne mein mushkilein aayi