ek social media app I want to develop bahut bada hit hoga idea hai mere pass kafi socha mene suruly hit hoga but develope karna hoga ek nahi do hain idea kaise kya karna hoga facebook x se bhi bada hit hoga abhi tak kisi ne nahi kiya hai
19 replies3 likes
Amanat Prakash
Stealth • 4m
okay so mujhe jalan nhi horha but still mujhe asha kyun lag raha hain ki top startup showcase me fake votes yeh mere ko hi lag raha hain h ki bakio ko bhi
1 replies
Priya Singh
Stealth • 6m
Medial Showcase ne game hi badal Di
Har Jagah Startup Ideas 🙂
Main bhi Sochi, main Bhi Share karoo
Maine abhi Just DASH ke Baare me dekha
Jaisa Inka Naam Hain, kaam Bhi waisa Hi hain
Amazing, Problem Solving & Creative
Aasha karti Hun Aap Log Je
See More
1 replies4 likes
Akash Khaira
Stealth • 22d
Jisko bhi vip tips se acha profit kmana hai vo mujhe msg kr skta h profit 10 se 15x tak jata hai
0 replies
Yash
Stealth • 10m
Koi mujhe bhi follow krlo 🥲
Btw Good app For Like Minded Peoples !
1 replies8 likes
Amanat Prakash
Stealth • 5m
Zindagi or business dono me grow karne ke liye rejection jaruri hain almost almost mujhe 200 se jada vc firm and angel investor se rejection mila mere galtiyo ke karan jo mene apne pitch deck and business model me kiya.
Jab first rejection ka email
See More
14 replies5 likes
Aakash Mehra
Stealth • 1m
helo everyone
... mere paas ek boht acha startup buisness idea hai food se related buisness hai ..... india mai abhi koi nhi kr rha hai ..lekin mujhe wo buisness Krna hai uske liye mujhe funding chahiye kafi jyada ... Me
See More
5 replies1 like
Arjun yadav
Stealth • 1m
doston Maine health home care service shuru Kiya hai ab mujhe ek aise partner ki jarurat hai jo thoda funding bhi kar de aur marketing mein Mera Sahyog bhi kar de hospitalon se thoda sampark sadhne mein bhi Sahyog ho jaaye
Hi friends aaj Kal pure Bharat k her ek gaav k market me ek problem hogaya hai. o problem middle class logo ko bahut dikkat ho rahi hai. jo bhi middle class logo k problem saaf kiya. unko to bahut bada profit hoga. 📈 our me is ka solution nikala ha