Back

Akash Singh

Businessย โ€ขย 9h

problem 1. Unorganized Waste Collection - Zyada tar areas me ghar se kooda utha service proper organized nahi hai. 2. Segregation Issue - Log dry aur wet waste alag nahi karte, isse recycling mushkil ho jaati hai. 3. Health & Hygiene - Ghar ke bahar kooda jama rehne se badbu, machhar aur bimari ka khatra badhta hai. 4. Lack of Recycling - Plastic, paper, glass jaisa waste aksar landfill me feka jata hai, jabki ise recycle karke paise ban sakte hain. Solution 1. Door-to-Door Pickup - Har ghar se fixed time par kooda uthana (daily / alternate day) 2. Segregation at Source - Customers ko dry & wet kooda alag dene ke liye eco-friendly dustbin provide karna. 4. Recycling & Composting โ€ข Dry waste ko recycle centre bechna. 5. โ€ข Wet waste se organic compost / biogas banana. Clean & Green Colonies - Ghar ke bahar kooda nahi rahega safai aur sehat dono b ongi. 6. Employment Opportunity - Local youth ko naukri milegi

Reply
1

More like this

Recommendations from Medial

Image Description

Pradyumna Dey

Hey I am on Medialย โ€ขย 7m

hamra kam hai sabhi logo ko jitna ho soke utna kom price pe medicine pahonchna aur ye kam ham gaon se suru kor rehe hai dusre company bhi service de rehe hai lekin har jaga pe nehi to ham ghar ghar pahonchana chahate hai

1 Reply
1

Inactive

AprameyaAIย โ€ขย 1y

Kuch logo se baat karke lagta hai jese ghar se subhe subhe nashte me saanp khake nikalte hai...

Reply
2
Image Description
Image Description

Harsh Singh

Founder @Luma Spaceย โ€ขย 11m

Relative: "Aur kya plan hai? Kuch socha hai future ka? Ek achhi si naukri kar lo, life set ho jayegi."โ“ Me: "Hmm, startup kar raha hu apna. Job karne ka socha nahi abhi." Relative: "Haan, kaunsi job mil rahi hai tumhe? Hahaha! Kyu time waste kar r

See More
19 Replies
4
17
Image Description
Image Description

RD Raj

Lion groupย โ€ขย 8m

koi bhi mere se finance ki sahayata le sakta hai main uske business ko aur aage badhunga main thekedar hun ghar mein paise Hain koi dikkat nahin hai main sabke business ka badha sakta hun

2 Replies
1
1

Mohd Adil

Founder of AHomeย โ€ขย 8d

Apna ghar banao future-ready with ARIS Auto ON/OFF se leke Smart Learning aur Wireless setup tak โ€“ sab kuch ek hi system mein! Ab ghar chale smart aur life ho jaaye easy. #smarthome #homeautomation #modernliving #smartlife #futurehomes #interiorde

See More
Reply
2

Manzar Farooque

Hey I am on Medialย โ€ขย 8m

hii I m manzar farooque from Kolkata dear sir/madam mujhe 1 idea aya hai pura india me 150cr ka population hai aur sb paise ka crisis me fase hai aur sb apna kimti time social media me zyada time waste krte hai as per my opinion 1 Aisa app bnaya jaay

See More
Reply
1
Image Description

Asif Shaikh

Hey I am on Medialย โ€ขย 7m

need finence mere paas full setup hai goat farm k liye janwaro sambhalne wala Banda aur doctor 100% profit ek plot lena hai rent pe usme Cage bana k acchi nasal kmale female beding baccho aur milk se profit aur bahar k jawaro ko palne ka uska alag

See More
4 Replies
3

Aditya Sahu

Big thinking always ...ย โ€ขย 29d

hello guys I have a question for you.... agar aap ek job person hu ya college jate hai and ghar se bahar rehte hai apke subha jaldi jaldi kuch kha ne nikalna posible kam hota hai... agar apke ofice ya college ke bahar ek cart hu ju ek 30rs me apko

See More
Reply
1
Image Description
Image Description

Arjun yadav

Labour appย โ€ขย 9m

doston mere pass ek idea hai aur idea hai labour app ka is app ke madhyam se aap recharge kar sakte hain Jo aapka recharge ya transfer karne per Paisa lagta hai vah Nahin katega Sathi ise aap labour higher kar sakte hain isase aap apne ghar ki marmma

See More
4 Replies
1

Download the medial app to read full posts, comements and news.